ब्रह्मा जी के उत्पति का रहस्य
Srishti rachayita Brahma Ji ki Nabhi Kamal wali katha hume adhyatmik hone ka dhung sikhati hai. Jab Brahma Ji ne kamal ki naal se neeche utarkar kuch nahi paya, tab dhyan aur samarpan se unhe Vishnu Ji ke darshan hue. Is katha se janiye ki swayam ke hone ka kaaran janana hi adhyatmik jagruti hai aur kaise manushya kaal se pare ho sakta hai.




